Chandni Chowk To China Wallpapers
Mujhe milo wahaa wahaa, jahaa pehle mile

Mujhe milo wahaa wahaa jahaa pehle mile
Chalo chale wahaa wahaa jahaa kal the mile

[Jayachandran]
Mujhe milo wahaa wahaa jahaa pehle mile
Chalo chale wahaa wahaa jahaa kal the mile

[ Alka Yagnik ]
Jahaa suraj nikalta tha, jahaa se din machalta tha
Jahaan se bus guzarthi thi, jahaa pe rail rukati thi

Jahaa pe tum utarte the, jahaa tum roz milte the
Jahaa waade iraade the, jahaa baandhe woh dhaage the
Wahi ek baar aa jao...

[Jayachandran]
Mujhe milo wahaa wahaa jahaa pehle mile
Chalo chale wahaa wahaa jahaa kal the mile

Tumhe kya yaad hai woh chhat, jahaa tumne likhe woh khat
Kabhi ashqon se likhthi thi, kabhi hoton se likhthi thi

Who khat kaise jalaa du main, tumhe kaise bhula du main
Badhega dard yeh jitna, karoonga yaad tumhe utna, karoonga yaad tumhe utna

[ Alka Yagnik ]
Milo ... Mujhe ... Milo
Milo ... Milo ... Milo ... Milo ... Milo
View Source Link ]
Discuss   Add this link to...  Tell a friend   Bury